Friday, February 25, 2011

new ghazal

Usne kaha..... Ye ishq
nahi aasa, Itna to
samajh lejiye... Ek
Aag ka dariya hai,
aur doob ke jaana
hai .... Maine kaha... masoom si mohabbat
ka bus itna sa fasana
hai.. kaghaz ki haveli
hai, baarish ka
zamaana hai.. kya
shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-
zamana hai.. awaz
bhi zakhmi hai aur
wo geet bhi gana
hai.. ...

new ghazal

Tu Ne Jo Chonk Kar
Her Jagha Nigah Ki
Hogi.......Mery Hi
Dard-e-Mohabbat Ne
Sada Di Hogi..... Ye Jo
Moti Baraste Hen, Teri Yaad Mein
Akser.........Badloon
Ne Meri Aankhon Ko
Dua Di Hogi...... Ziker
Aiya Jo Kabhi Mera
Uss Ki Mehfil Ma.......Khefiyet Mit-
tane Ko Uss Ne Bat
Ghuma Di Hogi..... Wo
Rah Se Guzrey Bhi
Plutt Ker Bhi Na
Dekhe......Aakhiri...

new ghazal

Sari Duniya K Rivajon
Se Adawat Ki Thi,
Tum Ko Yaad Hai Jab
Maine Ik Hamaqat Ki
Thi, Usay Raazdar
Samajh Kar Bataya Tha Haal-e-Dil Apna,
Par Usi Shakhs Ne
Mere Sath Baghawat
Ki Thi, Jab Uski Yaad
Ne Aankho Ko
Bigoya Tha Meri, Maine Ek Naam Ki
Tasbeeh Pe Tilawat
Ki Thi, Uss Ko Chor K
Hanste Hoye Ghar Aa
K, Itna Roye Thay K
Aankhon Ne Qay...

new ghazal

Mohabbat Ki Haseen
Raahon Mein Aksar
Maine Dekha Hai, Jo
Sathi Sath Chalte
Thay Bicharte Maine
Dekha Hai, Sajate Thay Bare Shoq Se
Khayalon Ki Haseen
Duniya, Bohat Choti
Si Baaton Par Ujarte
Maine Dekha Hai, Jo
Kehte Thay Bin Tere Ik Pal Hum Reh Na
Payenge, Saamna Ab
Ho To Chup Chaap
Guzarte Maine Dekha
Hai, Jo Kehte Thay
Tera Rishta Zamane B...

new ghazal

Aaj uski yaad ney
hamien tardpaya
bahot.... Aaj na
chahatey hovey bhi
voh yaad aaya
bohat.... Us key baad to jaisay vehshatoon
say dosti ho
gayi... Phir kyon aaj
tanhaiyon ney
daraya bohat...... Wo
mera tha, mera hai, mera rahega...... Hum
ney is khayal say
khud ko behlaya
bohat.... Shama key
jalney par hum
afsoos kare...

new ghazal

Usne kaha..... Ye ishq
nahi aasa, Itna to
samajh lejiye... Ek
Aag ka dariya hai,
aur doob ke jaana
hai .... Maine kaha... masoom si mohabbat
ka bus itna sa fasana
hai.. kaghaz ki haveli
hai, baarish ka
zamaana hai.. kya
shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-
zamana hai.. awaz
bhi zakhmi hai aur
wo geet bhi gana
hai.. ...

new ghazal

Tu Ne Jo Chonk Kar
Her Jagha Nigah Ki
Hogi.......Mery Hi
Dard-e-Mohabbat Ne
Sada Di Hogi..... Ye Jo
Moti Baraste Hen, Teri Yaad Mein
Akser.........Badloon
Ne Meri Aankhon Ko
Dua Di Hogi...... Ziker
Aiya Jo Kabhi Mera
Uss Ki Mehfil Ma.......Khefiyet Mit-
tane Ko Uss Ne Bat
Ghuma Di Hogi..... Wo
Rah Se Guzrey Bhi
Plutt Ker Bhi Na
Dekhe......Aakhiri...