Friday, February 25, 2011

new ghazal

Mohabbat Ki Haseen
Raahon Mein Aksar
Maine Dekha Hai, Jo
Sathi Sath Chalte
Thay Bicharte Maine
Dekha Hai, Sajate Thay Bare Shoq Se
Khayalon Ki Haseen
Duniya, Bohat Choti
Si Baaton Par Ujarte
Maine Dekha Hai, Jo
Kehte Thay Bin Tere Ik Pal Hum Reh Na
Payenge, Saamna Ab
Ho To Chup Chaap
Guzarte Maine Dekha
Hai, Jo Kehte Thay
Tera Rishta Zamane B...

No comments: