ADHOORA PYAR ~*~ Chalo Tum Saath Mat
Dena,
Mujhy Beshak Bhula
Dena, ......Naye Sapne Saja
Lena,
Naye Rishtey Bana
Lena , Bhula Dena Sab Hii
Waadey,
Sab Hii Qasmei’n, Sab Hii Naatey , Tumhei’n Jana ’n Ijazat Hy,
Jo Dil Chahe Wo Sab
Kerna, Magar Ab Tum Kisi
Se Bhi “Adhoora Pyar ” Mat Kerna