Sunday, March 13, 2011

new ghazal

Qatra qatra baras rahe hai ashkon ke barsaat
wasi Tairay baad yeah
dunia walay mujh ko pagal kar
dain ge Khushbu k us dais
main lay chal mujh ko apnay saath
wasi Aj to us ka chehra
bhe kuch badla badla lagta hai Maosam badla dunia
badli badal gaey halaat
wasi Mairay ghar
khushboo ka yeah raqs us k dam se hai Us k saath chaly jaey
ge phoolon ke baraat
wasi Chor wasi ab us ke
yadain tujh ko pagal kar
dain ge! Tu qatra hai wo
darya hai Daikh apny aoqaat
wasi.