Sunday, February 27, 2011

new ghazal

Intizar k lamhon ka
maza ajeeb hai,
us k pyar ki saza ajeeb hai,
Main usay yaad kia karti hon
subah shaam,
Aur us k khamosh rehnay ki
ada ajeeb hai