Aaj uski yaad ney
hamien tardpaya
bahot.... Aaj na
chahatey hovey bhi
voh yaad aaya
bohat.... Us key baad to jaisay vehshatoon
say dosti ho
gayi... Phir kyon aaj
tanhaiyon ney
daraya bohat...... Wo
mera tha, mera hai, mera rahega...... Hum
ney is khayal say
khud ko behlaya
bohat.... Shama key
jalney par hum
afsoos kare...
No comments:
Post a Comment